In 29th Nov. 2010, Mobile Phone of Rajiv Dixit was switched off from 2.30 P.M.

>> Wednesday, January 19, 2011

Recently, I got a comment on the content "Reasons of Death of Rajiv Dixit"  from Vijaynanti who was attached with Rajiv Dixit from past 12 years, told that mobile of Rajiv Dixit was switched off from 2.30 p.m.

Rajeevji ek bahut hee anushasan main rahenewale vyakti the. Hum logo ne pichale 12 varsh se unke sahvas ka laabh uthaya.Hum ye kabhee bhee nahee maan sakte ki unka nidhan Heart attack se hua hai. Ye nischit swaroop se koi kapat karasthan hai jisme ya to i) unke virodh me kam karne wale gaddar karykarta ( jo asla me unke dushman the), ho sakte hain, ii )ya MNC, iii) ya political partiyaan ya jis sanghtan me Rajivji kam kar rahe the uske koi asantusht log ho sakte hain. Kyonki Rajeevji swayam ek Homeopathy doctor bhee the aur heart ke kaiee patient unkee dee hui dava se bilkul swasth ho gaye hain. Hum log ye jankar hairan huye kee 29 Nov. 2010 ke dopahar 2.30 se unka mobile phone band tha aur unko 4.30 baje pet dard kee takleef shuru hui,aur ye baat unke virodhiyon ko 4.30 baje hee pata thee , kyonki in virodhiyon me se ek ne unke ghar pe ph. karke ye news dene kee koshish kee. Lekin tab shayad theek se ph. na lagne ke karan ye baat unke ghar me 7.45 baje pata chalee jab ek aur virodhi vyakti ka ph. aaya. Bharat swabhimaan ke ek bhee karykartane unke ghar ph. nahee kiya. Khud Rajeevji ne na kisi ko ph kiya na baat karwane ko kaha. Ye sab bada hee aashanka poorna chitra hai. Iskee khoj kis tarha se kee ja saktee hai ye samaz nahee aa raha kyon kee post mortam na hone ke karan ab jyada kuch hath nahee aa sakta. Hum log abhee tak is sadme se bahar nahee aa paa rahe hain!! Hamare jeevan kee prerana hee chalee gayi hai. Vaijoorani@gmail.com
Now, Again question arised :

Q :- 1. Why did Rajiv Dixit switch off the Mobile from 2.30 p.m. or Rajiv Dixit did not switch off the mobile, then who did this? Is there relation of this with the death of Rajiv Dixit? Write your views in comments

Our thinking is that there is more need of search, research and investigation !


| More

4 comments:

Anonymous,  January 19, 2011 at 10:48 AM  

MANMOHANMAKKAD' EK LATEST NEWS YE MILI HAI K HAMARE KUCH KRAYAKARTA RAJIVJI KI SHRADANJALI SABHA KO ATTEND KAR KE LAUTE HAIN UNHONE JO JANKARI DI HAI USKE ANUSAR JAAB RAJIVJI KI SHAV YATRA NIKALI GAYE TAAB RASTE MEIN BABA NE PRADEEP DIXIT KO KAHA KE TU AGAR CHAHE TOH POST MORTEM KARA DETE HAIN LEKIN KYA KOI BHAI JO APNE GUM SE UBRA B NAHI THA VO YE KEHTA HAAN BABAJI SHAV YATRA RUKHWA DIJIYE MUJHE IS BAAT KA SHAK HAIN KE MERE BHAI KI HATYA HUI HAI BABA KO AGAR POST MORTEM HI KARANA HOTA TOH VO SHAV YATRA PER AYE HUE KRAYAKARTAON KI SMS PATE HI RAJI HO GAYA HOTA PER EK KAHAWAT HAI ''JEB MEIN TALA MUH MEIN TUR TUR ''AB SATYA KYA HAI YE TOH RAAB JANE PER SHAK KI SUI AUR UNGLIYAN TOH BABA KI TARAF UTHTI HI RAHENGI HUM MAYUS JAROOR HUE HAIN PER HATASH NAHI HUE HUM MARTE DUM TAK RAJIVJI KE SAPNE KO HAQEEKAT MEIN BADALNE KE LIYE KAAM KARTE RAHENGE

संजय राणा January 19, 2011 at 8:57 PM  

क्या बाबा रामदेव नहीं चाहते थे की राजिव भाई का पोस्टमोर्टम हो ?

Anonymous,  September 5, 2011 at 9:44 AM  

me janana chahta hu ki rajeev ji mout kaise hui ? kripya mujhe bataye . pradeep kumar, navi mumbai.

Anonymous,  November 18, 2011 at 9:12 AM  

Do anybody tell me how many times[ occasions ] baba ramdev remember or quote Shri rajeev bhai name after his death in any lecture ,shivir on bharat shabhiman or yoga -Do anyone has any record of this ? I never heard singly & as per me Baba jee just using shri rajeev bhai name ,knowledge for there personnal benefits & fame. I wish to inform you all that before shri rajeev bhai death -he handed over one complete work hand paper book on indian constitution to acharya shri bal krishan jee on his birthday -this is shri rajeev bhai day & night hard work which he gives to babajee for there lectures.The list of indian politician which babajee is quoting in his lectures is arranged to him by our shri rajeev bhai along with other details.

Post a Comment