एक ओर खुश नसीब
>> Saturday, December 11, 2010
Vinod bhai, OM
main Jharkhand ke Dumka shahar men High school teacher hoon. 3 saal
pahale astha par rajiv jee ko suna , aur itna prabhawit hua ki unse
milane ki chahat me yog shikshak banane hetu 7 diwasiy training ke lie
haridwaar chala gaya. Mai pahle hi din Rajiv Bhai se Patanjali ke
pustakaalay me darshan kar liya aur do char baten bhi ki.aur unke
wyakhyan ki CD ke lie Wardha ka address bhi liya. 9 October 2010 ko
unka Dumka agaman hua tha.Main sae ki tarah unke sath raha.Meri kamana
thi ki wah mere ghar aa kar sewa kaa awasar den. Lekin sankoch wash
kah nahi paa rahaa tha. Maine apane mitra Ganesh kumar ko, jo Bharat
swaabhiman ke Sanrakhak hain, se kaha ki agar ho sake to meri murad
puri karwa do, aur bhagawan se man hi man prarthana kar raha tha.
kyonki bade bade log unhe apane ghar par atithi banana chah rahe the
aur main us res men sabse pichhe tha. Bhagawan ne meri sun li aur wah
mere ghar ratri wshram ke lie taiyar ho gae.
Rat men mere ghar par ek gilas doodh piya aur so gae. Sabere 8.30
baje ham dono sath sath jamin par bath kar bhojan kiya . bahut hi
prem aur anand se bhar pet bhojan kya.. agali yatra par jane ke pahale
sanke sath photography karwaya aur baut khush dikh rahe the. jate jate
meri patni se kaha ki yahaan mujhe gahri nind aur manpasand ghar jaisa
bhojan mila hai. Meri chhoto beti ko jate jate kaha ki Harshita tum
mujhe phone karana, phir kaha ki main hi tumhe phone karunga. Unki
mrityu se hamara pura pariwar ahat hai.unki awaj aaj bhi mere ghar men
goonjti hai.
Unke photo mai mail kar doonga.
ANIL TIWARI
DUMKA< JHARKHAND> 9471324364
अनिल तिवारी जी
नमस्ते ,
आप का पत्र मिला , पड़ कर तथा राजीव दिक्सित के आप के साथ खाना खाने की फोटो देख कर यह एहसास जरूर कि राजीव दिक्सित हर आम भारतीये को अपने घर का हिसा समजते थे , आप खुशनसीब हो के राजीव दिक्सित आप के घर एक रात रहे क्योंकि राजीव दिक्सित एक महान संत भी थे शायद आप या आप के परिवार को आशीर्वाद देने के लिए ही आप के घर रहे हो |
आपने विचार प्रगट करने के लिए धन्यवाद
विनोद कुमार

1 comments:
its our badluck that raajiv bhai ab nahi rahe lekin swamiji ithna khamoshi kyuon hai ye baat kisiko maalum hai tho bathayiye please
Post a Comment